Main Peeda Ka Rajkunwar Hun Lyrics - Ashok Khosla

Main Peeda Ka Rajkunwar Hun lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Dil Nawaaz (2005). Main Peeda Ka Rajkunwar Hun Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by .

Main peeda ka rajkunwar hun
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Ho gaya pyaar hum mein to
Ho gaya pyaar hum mein to
Bolo milan kahan par hoga
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Main peeda ka rajkunwar hun

bharatlyrics.com

Milo jahan na pata khushi ka
Main uss aangan ka iklota
Milo jahan na pata khushi ka
Main uss aangan ka iklota
Tum us ghar ki kali jahan neet
Hoth karegi tu ka nyota
Meri umar amavas kaali
Aur tumhari poonam gori
Meri umar amavas kaali
Aur tumhari poonam gori
Mil bhi gayi rashi apni to
Mil bhi gayi rashi apni to
Bolo lagan kahan par hoga
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Main peeda ka rajkunwar hun

Itna daani nahi samay jo
Har gham lene phool khila de
Itna daani nahi samay jo
Har gham lene phool khila de
Itani bhavuk nahi zindagi
Har khat ka utar bhijva de
Milana apna saral nahi hain
Phir bhi ye socha karta hoon
Milana apna saral nahi hain
Phir bhi ye socha karta hoon
Jab na aadami pyaar karega
Jab na aadami pyaar karega
Jaane bhivan kahan par hoga
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Ho gaya pyaar hum mein to
Ho gaya pyaar hum mein to
Bolo milan kahan par hoga
Main peeda ka rajkunwar hun
Tum shehzadi roop nagar ki
Main peeda ka rajkunwar hun.

Main Peeda Ka Rajkunwar Hun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download