Main Sharabi Nahi Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Main Sharabi Nahi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Khilona (1970). Main Sharabi Nahi Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Uth gayi mahfil
Bujh gayi shama
Dhal gayi raat
Gulabi ja
Uth gayi mahfil
Bujh gayi shama

Dhal gayi rat gulabi ja
Ek ghut bhi aur na tujhko
Pine dungi sharabi ja
Sharabi ja sharabi ja
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Aankho se pine
Me kuch kharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi

Mujhpe karle yaki
Mai nashe me nahia
Mujhpe karle yaki
Mai nashe me nahia
Kisliye fir sanam
Dagmagaye kadam
Ye hai masti teri
Sharbati aankh ki
Ye najar hai janab
Ye nahi hai sharab
Rang kya is najar
Ka gulabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi

bharatlyrics.com

Ab piye to sanam
Tujhko meri kasam
Ab piye to sanam
Tujhko meri kasam
Is tarah ruth kar
Fer li kyu najar
Aankh bojhal hui
Khali botal hui
Ji nahi par bhara
Aur la aur la
Ek katra nahi bas
Jara bhi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Aankho se pine me
Kuch kharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi.

Main Sharabi Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download