Main Tera Hun Deewana lyrics, the song is sung by Aadesh Shrivastava, Sneha Pant from Jahan Jaaeyega Hamen Paaeyega (2007). The music of Main Tera Hun Deewana Romantic track is composed by Aadesh Shrivastava while the lyrics are penned by Nusrat Badr.
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Deewana main deewana
Main tera hun deewana
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Hey jismo ki duri tum dhire se mitne do
Arey hontho se hontho pe
Hontho ko likhne do
Kehna tha jo kabse keh dun woh sabse
Kehna tha jo kabse keh dun woh sabse
Dil mera tera hua
Seekhe koi tumse aag ye lagana
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
bharatlyrics.com
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Deewana main deewana main tera deewana.