Main To Karu Pyar Lyrics - Binapani Mukherjee

Main To Karu Pyar lyrics, the song is sung by Binapani Mukherjee from Safar (1946). Main To Karu Pyar Sad soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Gopal Singh Nepali.

Main to karu pyar piya
Main to karu pyar
Main to karu pyar piya
Door se bharmaye
Meri mulakat ki raat
Beeti jaaye beeti jaaye
Main to karu pyar piya
Main to karu pyar

Udate huye aaye
Udate huye aaye
Do panchhi
Do panchhi base bas
Unko lagi neend yaha
Humko lagi pyas
Pyas jagi preet ki
Pyas jagi preet ki
Chain nahi aaye
Meri mulakat ki raat
Beeti jaaye beeti jaaye
Main to karu pyar piya
Main to karu pyar

bharatlyrics.com

Jee to kare chal ke mana lu
Aaj unhe apna bana lu
Apna bana lu
Dil kisi ko paas
Bulate huye sharmaye
Raat beeti jaaye
Main to karu pyar piya
Main to karu pyar

Meri nayi duniya mein
Jab se wo aaye
Meri nayi duniya mein
Jab se wo aaye
Tab se tab se maine aangan mein
Dip jalaye do nain bichhaye
Intezaar hi mein
Kahi intezaar mein
Intezaar hi mein kahi
Ghor na ho jaaye
Meri mulakat ki raat
Beeti jaaye beeti jaaye
Main to karu pyar piya
Main to karu pyar.

Main To Karu Pyar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download