Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi Lyrics - Asha Bhosle

Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Do Chehere (1977). Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi Romantic soundtrack was composed by Om Prakash Sonik with lyrics written by .

Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

bharatlyrics.com

Kaise bedardi se ye naina laage
Main paad aaun toh woh door bhaage
Chup na rahun main woh kuchh bhi na bole
Akhiyaan milaun woh ankhiyaan na khole
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama
Ghar walo se baat kar baithi
Duniya ko bhi vaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

Jaise inhe mujhpe nafarat nahin hai
Magar pyaar karne ki furasat nahin hai
Siva pyaar ke kuchh bhi aata nahin hai
Jatana magar inko aata nahin hai
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama
Main toh waade hazaar kar baithi
Saiyaan kaisi yeh haar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

Najhuk si gudiya main dhundhein miluna
Bina teri bagiyaan ke main toh khilunaa
Main hoon yahaan aur baadal hai chhayein
Magar baat inke samaj mein na aaye
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama
Main toh bindiya nikhaar baithi
Tikhi kazrein ki dhaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi.

Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download