Main Zindagi Mein Hardam Rota Lyrics - Mohammed Rafi

Main Zindagi Mein Hardam Rota lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Barsaat (1949). The music of Main Zindagi Mein Hardam Rota Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Rota hi raha hoon
Tadpata hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon

Ummid ke diye bujhe
Dil mein hai adheraa
Ummid ke diye bujhe
Dil mein hai adheraa
Jeevan kaa saathi na
Bana koi bhi meraa
Jeevan kaa saathi na
Bana koi bhi meraa
Phir kisake liye
Phir kisake liye aaj
Main jitaa hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon

Rah-rah ke hansaa hai
Meri haalat pe zamana
Rah-rah ke hansaa hai
Meri haalat pe zamana
Kyaa dukh hai mujhe ye
To kisi ne bhi na jaana
Kyaa dukh hai mujhe ye
To kisi ne bhi na jaana
Kaamosh
Kaamosh mohabbat liye
Phirataa hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon

bharatlyrics.com

Aai na mujhe raas
Mohabbat ki phizaaye
Aai na mujhe raas
Mohabbat ki phizaaye
Sharamaai meri aankh
Se saavan ki ghataae
Sharamaai meri aankh
Se saavan ki ghataae
Laharo mein sadaa
Laharo mein sadaa gam ko
Bahaataa hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon
Rota hi raha hoon
Tadpata hi raha hoon
Main zindagi mein hardum
Rota hi raha hoon.

Main Zindagi Mein Hardam Rota Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download