Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Anand (1971). The music of Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Happy track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Maine tere liye hi saat rang ke
Sapne chune sapne surile sapne
Maine tere liye hi saat rang ke
Sapne chune sapne surile sapne
Kuch hansi ke kuch gum ke
Teri ankho ke saye
Churaye rasili yado ne
Maine tere liye hi saat rang ke
Sapne chune sapne surile sapne

Choti bate choti choti
Bato ki hai yade badi
Bhule nahi bithi
Huyi ek choti ghadi
Choti bate choti choti
Bato ki hai yade badi
Bhule nahi bithi
Huyi ek choti ghadi
Janam janam se ankhen
Bichaye tere liye in raho me
Maine tere liye hi
Saat rang ke sapne
Chune sapne surile sapne

Bhole bhale bhole
Bhale dil ko behlate rahe
Tanhai me tere
Khayalo ko sajate rahe
Bhole bhale bhole bhale
Dil ko behlate rahe
Tanhai me tere
Khayalo ko sajate rahe
Kabhi kabhi tho aawaz
Dekar mujhko jagaya
Khwabo ne maine tere liye hi
Saat rang ke sapne
Chune sapne surile sapne

bharatlyrics.com

Ruthi raten ruthi
Huyi rato ko jagaya kabhi
Tere liye bithi subah
Ko bulaya kabhi
Tere bina bhi tere liye
Hi diye jalaye rato me
Maine tere liye hi
Saat rang ke sapne
Chune sapne surile sapne.

Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download