Maine Zameen Par Chand Lyrics - Anwar Hussain

Maine Zameen Par Chand lyrics, the song is sung by Anwar Hussain from Parbat Ke Us Paar (1988). Maine Zameen Par Chand Romantic soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Maine zameen par chand ko dekha
Chand ko dekha yaaro haye
Maine zameen par chand ko dekha
Chand ko dekha yaaro
Pagal kah lo yaa deewana
Kuch bhi mujhko pyaro

Chand ke sar par saza tha aanchal
Chand ke pairo mein thi paayal
Aankho mein tha kajal aise
Chandani raat mein sawan jaise
Aisa manzar
Aisa manzar dekha hoga
Tumne kaha nazaro haye
Maine zameen par chand ko dekha
Chand ko dekha yaaro

bharatlyrics.com

Jhilmil taaron jaisa chahera
Sharm haya se rang sunehra
Zikra karu kya uski chhab kaa
Chata phirta noor thaa rab ka
Phool bikheru haaye
Phool bikheru waadi waadi
Sajda karoon baharo
Maine zameen par chand ko dekha
Chand ko dekha yaaro

Ek rupehli khushboo jaisi
Kudarat ka ek jaadu jaisi
Jab se dekha hosh nahin hain
Jism kahin hain jaan kahin hain
Main jootha hoon haaye
Main jootha hoon ya sacha hoon
Tum hi kahon kinaaro
Maine zameen par chand ko dekha
Chand ko dekha yaaro
Pagal kah lo yaa deewana
Kuch bhi mujhko pyaro.

Maine Zameen Par Chand Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Maine Zameen Par Chand is from the Parbat Ke Us Paar (1988).

The song Maine Zameen Par Chand was sung by Anwar Hussain.

The music for Maine Zameen Par Chand was composed by Mohammed Zahur Khayyam.

The lyrics for Maine Zameen Par Chand were written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

The music director for Maine Zameen Par Chand is Mohammed Zahur Khayyam.

The song Maine Zameen Par Chand was released under the Saregama-HMV.

The genre of the song Maine Zameen Par Chand is Romantic.