Maiya Tumhare Bina Lyrics - Mahesh Kumar, Sulochana Kadam

Maiya Tumhare Bina lyrics, the song is sung by Mahesh Kumar, Sulochana Kadam from Rajrani Damayanti (1952). Maiya Tumhare Bina Sad soundtrack was composed by Avinash Vyas with lyrics written by Nilkanth Tiwari.

Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina

Tune dudh pilakar pala
Teri god me phule
Teri mamta ke aanchal me
Kaliyo ke rang jhule
Chhoti si kaya me
Pran hai tumhare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina

bharatlyrics.com

Dur base ha ji ke tukde
Haye bikhre maiya
Bin bachhde ke tadap rahi
Hai ye dukhyari gaiya
Jalte hai aanchla
Me aaj angare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina

Koi na jane komal aahe
Ambar se takrati hai
Rajmahalo ki diware bhi
Fisal fisal jati hai
Aao maiya aao maiya
Aao maiya rom
Rom tujhko pukare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina.

Maiya Tumhare Bina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download