Mana Janab Lyrics - Shaan

Mana Janab lyrics, the song is sung by Shaan from Bhool Ja (2002). The music of Mana Janab Happy, Love track is composed by Shaan while the lyrics are penned by .

Mana janab ne pukaara nahin
Kya mera saath bhi gawara nahi
Mufte main banke chal diye tan ke
Wallah jawab tumhara nahin

Mana janab ne pukaara nahin,
Kya mera saath bhi gawara nahi
Mufte main banke chal diye tan ke
Wallah jawab tumhara nahin
Mana janab ne pukaara nahin

Yaaron ka chalan hao ghulami
Dete hain haseeno ko salaami
Yaaron ka chalan hao ghulami
Dete hain haseeno ko salaami
Gussa na kijiye jaane bhi dijiye
Bandagi to bandagi to lijiye sahaab

bharatlyrics.com

Mana janab ne pukaara nahin,
Kya mera saath bhi gawara nahi
Mufte main banke chal diye tan ke
Wallah jawab tumhara nahin
Mana janab ne pukaara nahin.

Toota phoota dil yeh hamara
Jaisa bhi hai ab hai tumhara
Toota phoota dil yeh hamara
Jaisa bhi hai ab hai tumhara
Idhar dekhiye nazar phenkiye
Dil lagi na dil lagi na kijiye sahab

Mana janab ne pukaara nahin
Kya mera saath bhi gawara nahi
Mufte main banke chal diye tan ke
Wallah jawab tumhara nahin
mana janab ne pukaara nahin

Masha allah kehna to maana
Ban gaya bigda zamana
Masha allah kehna to maana
Ban gaya bigda zamana
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Shukriya to shukriya to kijiye sahaab

Mana janab ne pukaara nahin
Kya mera saath bhi gawara nahi
Mufte main banke chal diye tan ke
Wallah jawab tumhara nahin
hai wallah jawab tumhara nahin
Hai hai wallah jawab tumhara nahin hai hai
Wallah jawab tumhara nahin hai.

Mana Janab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mana Janab is from the Bhool Ja (2002).

The song Mana Janab was sung by Shaan.

The music for Mana Janab was composed by Shaan.

The music director for Mana Janab is Shaan.

The song Mana Janab was released under the Virgin Records.

The genre of the song Mana Janab is Happy, Love.