Mana Janab Ne Pukara Nahi Lyrics - Kishore Kumar

Mana Janab Ne Pukara Nahi lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Paying Guest (1957). The music of Mana Janab Ne Pukara Nahi Romantic track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan
Ke wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

Yaaro kaa chalan hao ghulaami
Dete hain hasino ko salaami
Yaaro kaa chalan hao ghulaami
Dete hain hasino ko salaami
Gussa naa kijiye jaane bhi dijiye
Bandagi toh bandagi toh lijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

bharatlyrics.com

Tuta phuta dil yeh hamaara
Jaisa bhi hai abb hai tumhaara
Tuta phuta dil yeh hamaara
Jaisa bhi hai abb hai tumhaara
Idhar dekhiye najar phenkiye
Dil lagi naa dil lagi naa kijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

Maasha allah kehna toh maana
Ban gaya bigda zamana
Maasha allah kehna toh maana
Ban gaya bigda zamana
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Shukriya toh shukriya toh kijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Hai wallah jawaab tumhaara nahi hai
Hai wallah jawaab tumhaara nahi hai.

Mana Janab Ne Pukara Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download