Mashah Allah Kya Kehna Lyrics - Sourish

Mashah Allah Kya Kehna lyrics, the song is sung by Sourish from 5 Ghantey Mien 5 Crore (2012). Mashah Allah Kya Kehna Dance soundtrack was composed by Sourish with lyrics written by Hasan Amin.

Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Tu gul izhaar tu jashne bahar
Aye mahajabeen tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend
se dil mera yeh dhadke
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki

bharatlyrics.com

Dekh ke teri adaayein
titalyian bhi sharmayein
Range tera hai sabse juda
Jis din se dekha tainu
neend nahi aandi hai mainu
Iss baat da gavah hai khuda
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki

Tujhko palkon pe rakhke karun
main jaana tere sajde
Kahan tu chali hi ada sajke
Gal sun tu meri jaana
Ab chad de tu itarana
Imtihan na le deewano ke
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Tu gul izhaar tu jashne bahar
Aye mahajabeen tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend
se dil mera yeh dhadke
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna
hasin naazon nakharon ki.

Mashah Allah Kya Kehna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download