Maula Lyrics - Ghani Mohammad, Amjad Khan, Sameer Khan

Maula lyrics, the song is sung by Ghani Mohammad, Amjad Khan, Sameer Khan from Baaraat Company (2017). The music of Maula Sufi track is composed by Ali Ghani while the lyrics are penned by Shakeel Azmi.

Naa tha kuch to khuda tha
Kuch na hota to khuda hota
Duboya mujko hone hain
Na hota main to kya hota….

Sari dunia hai faani maula tu ha laa faani maula
Dunia hai faani maula tu ha laa faani maula….
Kyo main dunia mein kya farak padta hain
Mere na hone se khuda
Hoo sab jakham khulte hain
Kabh daag dulte hain aakhon ke dhone se khuda
Meri tutan meri futan koi sun bhi na paye re
Tu hi chun le meri bikharan koi chun bhi na paye re
Sari dunia hai faani maula tu ha laa faani maula
Dunia hai faani maula tu ha laa faani maula….
Maula…..

bharatlyrics.com

Main tha andhera gehra andhera
Chamka hai mujme tu mursa
Main tujko dhundu tujme ye dhundu
Kyo paas ho ke kyo door sa
Kyo paas ho ke door sa
Har raah teri hain main ikk musafir hoon
Tu meri manzil hai khuda
Fir kyo hoon duba main dunia ke sagar mein
Jab tu hi sahil hai mera
Meri bichadan meri tadpan koi jan na paye re
Kabhi sujhe meri uljhan tu hi jo suljhaye re
Sari dunia hai faani maula tu ha laa faani maula
Dunia hai faani maula tu ha laa faani maula….

Maula Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download