Maula Mere Lyrics - Mustafa Zahid, Raghav Mathur

Maula Mere lyrics, the song is sung by Mustafa Zahid, Raghav Mathur from Dr. Cabbie (2014). The music of Maula Mere Sad track is composed by Mustafa Zahid, Sidharth Suhaas while the lyrics are penned by Rakesh Kumar (Kumaar).

Ho ho ho ho ho…
Ho ho ho ho ho…

Maula mere tu humsafar
Baaki yahan saathi kahan
Pairon main hai teri zameen
Ser pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada, main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na re na..

Maula mere tu humsafar
Baaki yahan saathi kahan
Pairon main hai teri zameen
Ser pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada, main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na re na..

Maana jeene ko kuch nahin
Phir bhi khush hai ye zindagi
Sach honge apne khawab yeh
Aakhon ko itna hai yaqeen
Aakhon ko itna hai yaqeen

bharatlyrics.com

Maula mere teri nazar yuhi rahe,
Meherbaan
Pairon mein hai teri zameen
Ser pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na re na..

Mushkil ho chaahe raasta
Kar lenge tai hum faasla
Kadmon ko mil hi jaayega
Manzil ka jo bhi hai pata
Manzil ka jo bhi hai pata

Maula mere yeh zindagi
Teri hi toh hai daastaan
Pairon mein hai teri zameen
Ser pe tera aasmaan

O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na re na..

O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na re na..

Maula Mere Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download