Maula Yeh Bataa Lyrics - Anand Raaj Anand, Rahul Sharma

Maula Yeh Bataa lyrics, the song is sung by Anand Raj Anand, Rahul Sharma from Baabarr (2009). Maula Yeh Bataa Sad soundtrack was composed by Anand Raj Anand with lyrics written by Anand Raj Anand.

Maula…..
Yeh kis dagar pe chal padi hai zindagi

Maula….aa aa aa….
Yeh kis dagar pe chal padi hai zindagi
Har taraf hai bebasi hi bebasi
Ik pal nahin dil ko karaar,
Iss baadi mein jeet ke bhi hai haar
Ke har saans mein ghum chhupa
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
Maula ve maula ve maula maula ve…….

bharatlyrics.com

Maula ve maula ve maula maula ve…….
Ghum sine mein thehara hai,
Andhera aur bhi gehara hai
Maula…
Ghum sine mein thehara hai,
Andhera aur bhi gehara hai
Saansein aati jaati hai lekin
Har saans pe pehara hai
Na manjil ki hai khabar
Na manjil ki hai khabar,
Na raahon ka hi hai pata
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya

Maula ve maula ve maula maula ve…….
Abb jaayenge kaun se dar,
Phunk diya hai apana hi ghar
Maula ve maula ve maula maula ve…….
Abb jaayenge kaun se dar,
Phunk diya hai apana hi ghar
Rab jaane ke kamjor hoon main,
Ya ke main hoon taakatvar
Na manjil ki hai khabar
Na manjil ki hai khabar,
Na raahon ka hi hai pata
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
Maula maula aa aa aa…….

Zindagi ko meri koyi naam de de maula
De de abb koyi anjaam de de maula
Zindagi ko meri koyi naam de de maula
De de abb koyi anjaam de de maula
Bigadi banaade meri bigadi banaade maula
Sar hai jhukaaya tere naam se
Dikhaade mujhe raasta
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya
O maula yeh bata yeh zindagi hai kya.

Maula Yeh Bataa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download