Mein Akela Chala Ja Raha Lyrics - Ashok Khosla

Mein Akela Chala Ja Raha lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Ta-Aruf (2005). Mein Akela Chala Ja Raha Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by .

Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin

Zindagi ke safar mein kisi mod par
Ek ghana ped bhi hain animat bahot
Zindagi ke safar mein kisi mod par
Ek ghana ped bhi hain animat bahot
Kal ye saya bhi shayad rahe na rahe
Kal ye saya bhi shayad rahe na rahe
Aaj to raat karle basar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin

Kuchh humein ghurure wafa tha bahot
Kuchh mukaddar ko bhi aisa manjoor thaa
Kuchh humein ghurure wafa tha bahot
Kuchh mukaddar ko bhi aisa manjoor thaa
Saath reh kar na unse mulakaat ki
Saath reh kar na unse mulakaat ki
Paas reh kar rahe umra bhar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin

bharatlyrics.com

Manzile be sada raste be nisha
Log nashna ban ek ek makaa
Manzile be sada raste be nisha
Log nashna ban ek ek makaa
Aise aalam mein ab tere ghar ke shiva
Aise aalam mein ab tere ghar ke shiva
Aur jaaye to jaaye kidhar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Mein akela chala ja raha tha kahin
Mein akela chala ja raha tha kahin.

Mein Akela Chala Ja Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download