Mera Apana Aasma Lyrics - Romy

LYRICS OF MERA APANA AASMA: The song is recorded by Romy from Hindi film Akelli, directed by Pranay Meshram. The film stars Nushrratt Bharuccha, Tsahi Halevi and Amir Boutrous in the lead role. "Mera Apana Aasma" is a Playful song, composed by Mehul Vyas, with lyrics written by Mukund Bhalerao.

Mera Apana Aasma Lyrics

Rahan takta hai kahin par
Mera apna aasmaan
Mere sehene se paron main
Hauslon ki bhar hawa

Rahan takta hai kahin par
Mera apna aasmaan
Mere sehene se paron main
Hauslon ki bhar hawa

Arzi yeh sun zara
Kaun hai mera yahan
Ek bas tere shiva
Jo ho teri raaza

Khul jaye har gira
Toh ho jaaun main riha

Mana ke inn aandhiyon main
Aaj itna jorr hai
Thaam kar rakhi hai maine
Aas ki yeh door hai

Raat hai lambi ghani
Par mujhko itna hai yakin
Hai khadi mere liye
Use chod bar ik bhadi hai

Karde roshan rahan meri
Phir se bhar yun main udan

Dikha tu aasmaan
Kaun hai mera yahan
Ek bas tre shiva
Toh ho teri rajaa

Khulli jaye har gira
Toh ho jaaun main riha

bharatlyrics.com

Chaldi main chaldi rab me
Rukti na main thaamti na main
Oh rukdi na rukdi na main

Chaldi main chaldi rab me
Rukti na main thaamti na main

Oh bhale pehre hatalo
Aab mujhe rukna nahin
Jab talak manzil na paaun
Mujhko yun thakna nahin

Har parinda sunke kehde
Har parinda sunke kehde

Meri iz parwazi ko
Aaj tufaano ke
Aab mujhe jhukna nahin

Dhadkane aur saans meri
Tere daam se hai rawan

Arzi yeh sun zara
Kaun hai mera yahan
Ek bas tere shiva
Jo ho teri raaza

Khulli jaye har gira
Toh ho jaaun main riha

Mera Apana Aasma Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download