Mere Dil Dhadakne Ka Lyrics - Penaz Masani

Mere Dil Dhadakne Ka lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Dhadkan (2008). Mere Dil Dhadakne Ka Ghazal soundtrack was composed by Penaz Masani with lyrics written by .

Dil ki dhadkan tab kabhi
Mehsoos karne laga gayi
Kitane najuk mod se ab
Hum guzar ne lag gaye

Mere dil dhadakne ka aalam na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho

Na dekhe gaye ghul ke aansu kisi se
Na dekhe gaye ghul ke aansu kisi se
Udi kaise phoolo se sabnam na puchho
Udi kaise phoolo se sabnam na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho

Ek baat jisko nazar keh gayi hain
Ek baat jisko nazar keh gayi hain
Wahin baat hotho se hardum na puchho
Wahin baat hotho se hardum na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho

Koi dil ki naajuk rage chumata hain
Koi dil ki naajuk rage chumata hain
Jawan kis kadar hain ye mosam na puchho
Jawan kis kadar hain ye mosam na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho

bharatlyrics.com

Tumhein kyun bataye hum apni hakikat
Tumhein kyun bataye hum apni hakikat
Humara bhi hain koi humdum na puchho
Humara bhi hain koi humdum na puchho
Guzarti hain kaise sabe ghum na puchho
Mere dil dhadakne ka aalam na puchho.

Mere Dil Dhadakne Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mere Dil Dhadakne Ka is from the Dhadkan (2008).

The song Mere Dil Dhadakne Ka was sung by Penaz Masani.

The music for Mere Dil Dhadakne Ka was composed by Penaz Masani.

The music director for Mere Dil Dhadakne Ka is Penaz Masani.

The song Mere Dil Dhadakne Ka was released under the Universal Music.

The genre of the song Mere Dil Dhadakne Ka is Ghazal.