Shola Nahin Hota Lyrics - Penaz Masani

Shola Nahin Hota lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Dhadkan (2008). The music of Shola Nahin Hota Ghazal track is composed by Penaz Masani while the lyrics are penned by .

Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Aankhon ke ishare ho to kya kya nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota

Kehane ko to deewane bahot se hain jahan mein
Kehane ko to deewane bahot se hain jahan mein
Sab mein to mohabbat ka salika nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota

bharatlyrics.com

Rehata hain koi paas bahot paas hamesa
Rehata hain koi paas bahot paas hamesa
Tanhaai mein dil rehake bhi tanhaa nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota

Jajbaat ki buniyaad pe ek taj mahel hain
Jajbaat ki buniyaad pe ek taj mahel hain
Ye ishq koi khel tamasha nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota.

Shola Nahin Hota Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download