Mere Ghar Ka Kiraya Do Janab Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Mere Ghar Ka Kiraya Do Janab lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Farz Aur Kanoon (1982). Mere Ghar Ka Kiraya Do Janab Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Mere ghar ka kiraya do janab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab

Main tere ghar mein raha
Tu mere dil mein rahi
Main ghar mein raha
Tu dil mein rahi
Bas ho gaya barabar hisaab
Ho tera nahi jawab
Mere dil ka kiraya do janab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab

Socha tha hamne tum ho deewane
Socha tha hamne tum ho deewane
Nikle magar tum kitane sayane
Tune padhe jis me yeh fasane
Hamne hi likhi hai wo kitab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab

bharatlyrics.com

Is lene dene pe khaad dalo
Is lene dene pe khaad dalo
Chhod gile bas gale se laga lo
Pehle zara is dil ko sambhalo
Apni niyat karo na kharab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab.

Mere Ghar Ka Kiraya Do Janab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download