Mere Man Mein Uthe Umang Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Mere Man Mein Uthe Umang lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Mashooka (1953). Mere Man Mein Uthe Umang Love soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Mere man mein
Uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere pyaare piyaa
Kyaa tumne kiyaa
Mere pyaare piyaa
Kya tumne kiyaa
Mera pehli nazar mein
Dil chheen liyaa
Ho mera pehli nazar mein
Dil chheen liyaa
Main aaj jhhoom jhoom gaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere man mein uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun

bharatlyrics.com

Gaate huye saawan mein
Rimjhim ki boliyaan
Gaate huye saawan mein
Rimjhim ki boliyaan
Nainon se
Nainon se bhar loongi
Nainon ki jholiyaan
Nainon se bhar loongi
Nainon ki jholiyaan
Nainon ki jholiyaan
Aajaa piyaa
Aajaa piyaa
Aajaa chhoo le mujhe
Aajaa chhoo le mujhe
Jo tu chhoo le mujhe
Main teri ho jaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun

Ud jaaun piyaa
Teraa leke jiyaa
Ud jaaun piyaa
Teraa leke jiyaa
Maine baadal ko
Aanchal mein baandh liyaa
Ho maine baadal ko
Aanchal mein baandh liyaa
Main aaj phooli na samaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere man mein uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun.

Mere Man Mein Uthe Umang Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download