Mere Saanware Salone Piya Lyrics - Lata Mangeshkar

Mere Saanware Salone Piya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kanhaiya (1959). The music of Mere Saanware Salone Piya Rain track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

O more saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
Hame na tarsa na abke baras
Din barakha ke aaye rasiya
O more saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya

Pake nimbu anar ho
Jhuke angura ki daal
Kare papiha pukar
Piya aaja ek baar
Pake nimbu anar ho
Jhuke angura ki daal
Kare papiha pukar
Piya aaja ek baar
Ho piya aaja ek baar ho
Tase mann ki kahun main batiyaa
Maine dil bhi hai tujhko diya
Hame tarsa na abke baras
Din barakha ke aaye rasiya
O more saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya

Chale najro ka khel
Ho kahin chori chori mel
Kahin hirani ko chum
Kare hirani kulel
Chale najro ka khel
Ho kahin chori chori mel
Kahin hirani ko chum
Kare hirani kulel
Kare hirni kulel ho
Gale milne ki rut aayi re
Yahi gaa ke chali jaye nadiya
Hame tarsa na abke baras
Ddin barakha ke aaye rasiya
More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya

Hawa lahrake aaye
Ho mori chunari udaye
Jiya dhak dhak bola
Koi dekh le na haye
Hawa lahrake aaye
Ho mori chunari udaye
Jiya dhak dhak bola
Koi dekh le na haye
Koi dekh le na haye ho
Maine duniya se mukh mod ke
Tere sapno ko apna liya
Hame tarsa na abke baras
Ddin barakha ke aaye rasiya
More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya

bharatlyrics.com

More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More saanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More saanware salone piya.

Mere Saanware Salone Piya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download