Meri Jawani Mujhko Sataye Lyrics - Hemlata (Lata Bhatt)

Meri Jawani Mujhko Sataye lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt) from Kora Badan (1974). Meri Jawani Mujhko Sataye Sensual soundtrack was composed by Vedpal Verma with lyrics written by Babu Singh Maan.

Meri jawani mujhko
Sataye haye haye
Tan ki aag mann ko jalaye
Meri jawani mujhko
Sataye haye haye
Tan ki aag mann ko jalaye
Meri jawani mujhko sataye

Kab ki akeli jiye ja rahi hu
Jawani tere hi bina
Raato ki tanhayi ki aag mein
Sulagati rahi hu main sada
Kab ki akeli jiye ja rahi hu
Jawani tere hi bina
Raato ki tanhayi ki aag mein
Sulagati rahi hu main sada
Meri jawani mujhko
Sataye haye haye
Tan ki aag mann ko jalaye
Meri jawani mujhko sataye

Jalti sama hu meri aag
Mein koi bhi na patanga jale
Mann ki kali aaj jal jayegi
Tan ki surat ke saye tale
Jalti sama hu meri aag
Mein koi bhi na patanga jale
Mann ki kali aaj jal jayegi
Tan ki surat ke saye tale
Tan ki aag mann ko jalaye
Meri jawani mujhko sataye

bharatlyrics.com

Karti jawa harkate ka katal
Kyun gunhegar banti rahu
Bijali hu kab tak main
Sharmo haya ke
Patango mein chupati rahu
Karti jawa harkate ka katal
Kyun gunhegar banti rahu
Bijali hu kab tak main
Sharmo haya ke
Patango mein chupati rahu
Ho kyu mai daru
Meri jawani mujhko
Sataye haye haye
Tan ki aag man ko jalaye
Meri jawani mujhko sataye.

Meri Jawani Mujhko Sataye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download