Meri Maa Lyrics - Shaan

Meri Maa lyrics, the song is sung by Shaan from Chandragupta Maurya (2011). Meri Maa Love soundtrack was composed by with lyrics written by .

Main jab bhi dekhunga chandrama,
Teri hi loriyan yaad ayegi,
Jab so nhi paaunga main maa
Tu hi marg-darshak hai…
Sahara bhi tu…
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa,
O maa…ooo maa…
Meri maa…,o…meri maa…

bharatlyrics.com

Mera pehla dost hai tu hi maa,
Tujhe ho pata ki naa ho pata,
Main teri aankhon ka taara hun,
Tujhe ho pata ki naa ho pata…
Tu hi marg-darshak hai…
Sahara bhi tu…
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa,
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa…
Hooo hooo

Meri Maa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download