Meri Nazar Hai Tujhpe Lyrics - Asha Bhosle

Meri Nazar Hai Tujhpe Lyrics - Asha Bhosle

Meri Nazar Hai Tujhpe Lyrics - Asha Bhosle

Meri Nazar Hai Tujhpe lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from The Burning Train (1980). Meri Nazar Hai Tujhpe Playful soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe
Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe
Isiliye rehate hai
Dono khoye huye
Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe
Tere bina jiyra mane na
Tere bina jiyra mane na
Lagi agan hai ye kaisi
Haye jane na manwa
Ho sajna ho tere
Bina jiyra mane na
Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe

bharatlyrics.com

Tere liye kaliya mai chunti rahu
Aashaao ki malaye bunti rahu
Jage me bhi sapno me khi rahu
Sote me bhi aahat si sunti rahu
O sajna balma mujhko kya ho gaya
Ho janu na janu na
Tere bina jiyra mane na
Lagi agan hai ye kaisi haye
Janae na balam ho sajana
Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe

Tere bina ab tu bhi reh na sake
Ho tere bina ab mai bhi reh na saku
Aaye magar tu bhi ye keh na sake
Haye haye magar mai
Bhi ye kah na saku
Janeman kaha tum dil ko
Ye kya hua janu na ho janu na
Meri najar hai tujhpe
Teri najar hai mujhpe
Isiliye hai dono khoye hue
Tere bina jiyra mane na
Tere bina jiyra mane na

Kisi ke vade pe kyu
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya
Na aane walo ka kyu
Na aane walo ka kyu
Intajar hamne kiya
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya

Na wo hamare huye
Aur na hum rahe apne
Na wo hamare huye
Aur na hum rahe apne
Mohabbat ko jagaya jab
Mohabbat ko jagaya jab
Karbhar ham ne kiya
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya

Wo khel khel rahe the
Wo khel khel chuke
Wo khel khel rahe the
Wo khel khel chuke
Khata hamari thi kya
Khata hamari thi kya
Unse pyar hamane kiya
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya

Bichhad ke unse na
Jab dil kisi tarah badla
Bichhad ke unse na
Jab dil kisi tarah badla
Sharab khane ka rukh
Sharab khane ka rukh
Ekhtiyar hamne kiya
Na aane walo ka kyu
Na aane walo ka kyu
Intajar kyu hamne kiya
Na aane walo ka kyu
Intajar kyu hamne kiya
Kisi ke vade pe kyu
Aitbaar hum ne kiya.

Meri Nazar Hai Tujhpe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *