Mil Ke Chalo Mil Ke Chalo Lyrics - Hamida Banu, Ram Kamlani

Mil Ke Chalo Mil Ke Chalo lyrics, the song is sung by Hamida Banu, Ram Kamlani from Kajal (1948). The music of Mil Ke Chalo Mil Ke Chalo Playful track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by .

Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana

Baadal ki tarah jhoom ke ae ae ae
Uthhi hai jawaani ho o
Baadal ki tarah jhoom ke ae ae ae
Uthhi hai jawaani ho o
Chhedi hai nigaahon ne
Mohabbat ki kahaani
Chhedi hai nigaahon ne
Mohabbat ki kahaani
Is dukh bhari duniya mein
Nahin apna thhikaaka
Is dukh bhari duniya mein
Nahin apna thhikaaka
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana

Duniya ko bataana hai
Ke hoti hai wafa kya
Duniya ko bataana hai
Ke hoti hai wafa kya
Dil se na miley dil
To mohabbat ka maza kya
Dil se na miley dil
To mohabbat ka maza kya
Apnon se bichhadne ka
Nahin hai ye zamaana
Apnon se bichhadne ka
Nahin hai ye zamaana
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana

bharatlyrics.com

Badli nazar aati hai
Zamaane ki nigaahen
Aen aen aen
Badli nazar aati hai
Zamaane ki nigaahen
Aen aen aen
Khaamosh na ho jaaye
Ye hansti huyi raahen
Khaamosh na ho jaaye
Ye hansti huyi raahen
Goonje yehi reh reh ke
Fizaaon mein taraana
Goonje yehi reh reh ke
Fizaaon mein taraana
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana.

Mil Ke Chalo Mil Ke Chalo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download