Mit Nahi Sakta Lyrics - Talat Mahmood

Mit Nahi Sakta lyrics, the song is sung by Talat Mahmood from Sansar (1951). The music of Mit Nahi Sakta Masti track is composed by B.S. Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy while the lyrics are penned by Pandit Indra Chandra.

Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Bas nahi chalta yaha
Insan ki tadbir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka

Kon hai jis par kabhi
Kali ghat chai nahi
Kon hai jis par kabhi
Kali ghat chai nahi
Ram or ghanshyam
Par bhi kya vipat aayi nahi
Ram or ghanshyam
Par bhi kya vipat aayi nahi
Yad hai ban ban
Bhatakna janki raghuvir ka
Mit nahi sakta
Kabhi likha hua takdir ka

bharatlyrics.com

Sukh kabhi or dukh kabhi
Sukh kabhi or dukh kabhi
Sansar ki ye reet hai
Sansar ki ye reet hai
Aaj jiski har hai to
Kal usi ki jeet hai
Dhup chaw ki rang
Hai sansar ki tasvir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Bas nahi chalta yaha
Insan ki tadbir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka.

Mit Nahi Sakta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mit Nahi Sakta is from the Sansar (1951).

The song Mit Nahi Sakta was sung by Talat Mahmood.

The music for Mit Nahi Sakta was composed by B.S. Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy.

The lyrics for Mit Nahi Sakta were written by Pandit Indra Chandra.

The music director for Mit Nahi Sakta is B.S. Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy.

The song Mit Nahi Sakta was released under the Saregama.

The genre of the song Mit Nahi Sakta is Masti.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *