मोहब्बत Mohabbat Lyrics - Ali Brothers

मोहब्बत, MOHABBAT HINDI LYRICS is recorded by Ali Brothers from Speed Records label. The music of "MOHABBAT" song is composed by Gaurav Dev and Kartik Dev, while the lyrics are penned by Ali Brothers.

मोहब्बत Mohabbat Lyrics in Hindi

है मोहब्बत चीज़ ऐसी
कि की नहीं जाती हो ही जाती है
महसूस इसे कर सकते हैं
समझा नहीं सकते ये चीज़ ऐसी है

चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है
चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है

मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है जुदाई के बाद है

मोहब्बत दोज़ख़ भी है मोहब्बत तो जन्नत भी है
ये बिन मांगे भी मिल जाए ये मन्नत भी है
ये बिन मांगे भी मिल जाए ये मन्नत भी है

चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है
चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है

मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है जुदाई के बाद है

भारतलिरिक्स.कॉम

जो अब तक मोहब्बत में यार की फ़रियाद कर रहे हैं
अपने अपने हमसफ़र को याद कर रहे हैं
अपने अपने हमसफ़र को याद कर रहे हैं

समझा दे मोहब्बत वालों को ना सज़ा दे
मोहब्बत वालों को मिला दे मोहब्बत वालों को
मोहब्बत-मोहब्बत में मिलती क्यों ऐसी सज़ा

हो पूरी होती नहीं जो ये ऐसी फ़रियाद है
पूरी होती नहीं जो ये ऐसा फ़रेब है

मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है जुदाई के बाद है

Mohabbat Lyrics

Hai mohabbat cheez aisi
Ki nahi jaati ho hi jaati hai
Mehsoos isse kar sakte hain
Samjha nahi sakte ye cheez aisi hai

Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

Mohabbat dozakh bhi hai mohabbat toh jannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye ye mannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye ye mannat bhi hai

Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

bharatlyrics.com

Jo ab tak mohabbat mein yaar ki fariyaad kar rahe hain
Apne apne humsafar ko yaad kar rahe hain
Apne apne humsafar ko yaad kar rahe hain

Samjha de mohabbat waalon ko na saza de
Mohabbat waalon ko mila de mohabbat waalon ko
Mohabbat-mohabbat mein milti kyun aisi saza

Ho poori hoti nahi jo ye aisi fariyaad hai
Poori hoti nahi jo ye aisi fareb hai

Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

Mohabbat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mohabbat is from the Speed Records.

The song Mohabbat was sung by Ali Brothers.

The music for Mohabbat was composed by Gaurav Dev, Kartik Dev.

The lyrics for Mohabbat were written by Ali Brothers.

The music director for Mohabbat is Gaurav Dev, Kartik Dev.

The song Mohabbat was released under the Speed Records.

The genre of the song Mohabbat is Playful.