Mohabbat Chiz Hai Kya Lyrics - Asha Bhosle

Mohabbat Chiz Hai Kya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Yeh Raat Phir Na Aaygi (1966). Mohabbat Chiz Hai Kya Playful soundtrack was composed by with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Sitamgar tujhse ummide
Karam hogi jinhe hogi
Hame to dekhna ye hai ke
Tu jalim kaha tak hai
Mohabbat chiz hai kya
Mohabbat karke dekhenge
Mohabbat chiz hai kya
Mohabbat karke dekhenge
Kaza kahte hai kisko
Kisi par mar kar dekhenge
Mohabbat chiz hai kya

Bada hi khubsurat dil
Se wada kar liya hamne
Ke tum par jan dene ka
Irada kar liya hamne
Ke tum par jan dene ka
Irada kar liya hamne
Kaha hai pyar ki suli
Kaha hai pyar ki suli
Ye suli chad ke dekhenge
Kaza kahte hai kisko kisi
Par mar kar dekhenge
Mohabbat chiz hai kya

Tumhare dar pe dil apna
Mohabbat ka sawali hai
Nashili aankho se dekho
Surahi dil ki khali hai
Tumhare dar pe dil apna
Mohabbat ka sawali hai
Nashili aankho se dekho
Surahi dil ki khali hai
Chalak jati hai kaise
Chalak jati hai kaise
Surahi bhar ke dekhenge
Kaza kahte hai kisko
Kisi par marke dekhenge
Mohabbat chiz hai kya

bharatlyrics.com

Liya jayega kab tak jane
Man yu imtiha apna
Suna do mushkura kar
Faisla kuch meharban apna
Suna do mushkura kar
Faisla kuch meharban apna
Tumhare faisle par
Tumhare faisle par
Khushi se marke dekhenge
Mohabbat chiz hai kya
Mohabbat karke dekhenge
Kaza kahke hai kisko
Kisi par mar kar dekhenge
Mohabbat chiz hai kya.

Mohabbat Chiz Hai Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download