Mohabbat Ka Nateeja Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Mohabbat Ka Nateeja lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Arab Ka Saudagar (1956). The music of Mohabbat Ka Nateeja Sad track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Bahaar aane se pehel meri
Duniya mein fija aayi
Abhi dil ki kali khilne
Na payi thi ke murjhai

bharatlyrics.com

Mohabbat ka natija humne
Duniya mein bura dekha
Kahi aansu kahi aahe na
Kuch iske siva dekha
Mohabbat ka natija humne
Duniya mein bura dekha

Bada rangin sapna dekhna
Chaha tha ulfat ka
Bada rangin sapna dekhna
Chaha tha ulfat ka
Tamana kya thi aankho ki
Magar aankho ne kya dekha
Mohabbat ka natija humne
Duniya mein bura dekha

Hua dhokha mukaddar par
Bharosa karne walo ko
Bharosa karne walo ko
Huya dhokha mukaddar par
Bharosa karne walo ko
Bharosa karne walo ko
Ke humne aaj tak
Kismat ka ulta faisla dekha
Mohabbat ka natija humne
Duniya mein bura dekha
Kahi aansu kahi aahe na
Kuch iske siva dekha.

Mohabbat Ka Nateeja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download