Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Lyrics - Lata Mangeshkar

Mujhe Bhi Maut Ka Paigham lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Lutera (1955). The music of Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Unke samne jab
Lut gaya jaha mera
Ab raha hai kon mera
Mujhe bhi maut ka paigham
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paigahm
Aa jaye to achha ho
Hamesha ke liye aaram
Aa jaye to achha ho

bharatlyrics.com

Tumhare sath jine ki
Tamana thi huyi rukhsat
Tumhare sath jine ki
Tamana thi huyi rukhsat
Agar ab zindagi ki sham
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paigham
Aa jaye to achha ho

Mubarak ho tujhe to
Ab khushi ke zam aye duniya
Mubarak ho tujhe to
Ab khushi ke zam aye duniya
Labo ko zahar ka ek zam
Aa jaye to achha ho
Labo ko zahar ka ek zam
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paihgam
Aa jaye to achha ho.

Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download