Munshi Daroga Ik Arzi Likho Lyrics - Chandbala, Lata Mangeshkar

Munshi Daroga Ik Arzi Likho lyrics, the song is sung by Chandbala, Lata Mangeshkar from Badi Bahu (1951). Munshi Daroga Ik Arzi Likho Playful soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Safdar Aah.

Munshi daroga haan ji
Ik arzi lago haan ji sarkaar ko
Haan ji darbaar ko
Haan ji wo gora gora haan ji
Wo chhhora haan ji
Chitchor mora haan ji
Kya naam bolo haan ji

bharatlyrics.com

Naam kaise bataaun chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka
Naam kaise bataaun chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka

Jiya dhadke nazar mori jhapke
Jiya dhadke nazar mori jhapke
Man mein kaanha sa reh reh ke lapke
Man mein kaanha sa reh reh ke lapke
Jaise sangeet jal ki hilor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka
Naam kaise bataaun chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka

Sachchi bolo ji bolo ji un hoon sachchi
Ghoonghat to kholo ji un hoon
Naam ham bhi sunen chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka
Naam kaise bataaun chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka

Jiski bagiya ka turra suhaaye
Jiski bagiya ka turra suhaaye
Jisko dekhe to dekhe hi jaaye
Jisko dekhe to dekhe hi jaaye
Lo pata hai mere us kathhor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka
Naam kaise bataaun chitchor ka
Howe dhakdhak kare hiya mein zor ka.

Munshi Daroga Ik Arzi Likho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Munshi Daroga Ik Arzi Likho is from the Badi Bahu (1951).

The song Munshi Daroga Ik Arzi Likho was sung by Chandbala and Lata Mangeshkar.

The music for Munshi Daroga Ik Arzi Likho was composed by Anil Krishna Biswas.

The lyrics for Munshi Daroga Ik Arzi Likho were written by Safdar Aah.

The music director for Munshi Daroga Ik Arzi Likho is Anil Krishna Biswas.

The song Munshi Daroga Ik Arzi Likho was released under the Saregama.

The genre of the song Munshi Daroga Ik Arzi Likho is Playful.