Muqaddar Ka Badshaah (Title) Lyrics - Amit Kumar

Muqaddar Ka Badshaah (Title) lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Muqaddar Ka Badshaah (1990). Muqaddar Ka Badshaah (Title) Philosophical soundtrack was composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) with lyrics written by Sameer.

Zaalimo ke zulm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Zulm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Zaalimo ke zulm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Zulm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

Dhongi papi adharmi ko
Bhagwan kaha logo mein
Desh ko jisne luta us
Mahan kaha logo ne
Loot ke aise lutero se
Maine diya jo garibo ko
Apne hatho se jo
Sawara bigde huye naseebo ko
To kya yeh na insafi hain
Kya yeh pap hain
Kya yeh gunah hain bolo
Parda sabse chehre se uthane ke liye
Li hai jo kasam use nibhane liye
Zulm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

Jab baban ki abru lutne lage
Jab bahan ki abru lutne lage
Dard ke pahad mujhpe tutne lage
Main kaise chup rahta
Kitne sitam sahata bolo
Kanun ke waihsi
Darindo ne itna majbur kiya
Maine apne hatho se
Zanjeero ko tod diya
Dusmano ko khak
Mein milane ke liye
Pyas unke khun se bujhane ke liye
Zulm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

bharatlyrics.com

Zaalimo ke zulm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Zulm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah.

Muqaddar Ka Badshaah (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download