Na Chhedo Kal Ke Afsane Lyrics - Lata Mangeshkar

Na Chhedo Kal Ke Afsane lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Raat Aur Din (1967). The music of Na Chhedo Kal Ke Afsane Philosophical track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Na chedo kal ke afsane
Karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

bharatlyrics.com

Na phir ye raat aayegi
Na dil uchalega seene me
Na phir ye raat aayegi
Na dil uchalega seene me
Na hogi rang be mehphil
Na aisa rang jine me
Milenge kab ye diwane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Har ek din kal ka zagada hai
Har ek din kal ka hai rona
Har ek din kal ka zagada hai
Har ek din kal ka hai rona
Ye ghadiyan raat ki tum bhi
Na auro ki tarah khona
Jo kal hoga khuda jane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Karo woh baat jisase boz dil ka dur ho jaye
Karo woh baat jisase boz dil ka dur ho jaye
Karo o jikra jisase bekasi kabhur ho jaye
Mile hai dil to behlane
Karo is raat ki baate

Na chedo kal ke afsane
Karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane.

Na Chhedo Kal Ke Afsane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download