Na Jaane Kyun Lyrics - Penaz Masani

Na Jaane Kyun lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Dil Ke Qareeb (1987). The music of Na Jaane Kyun Ghazal track is composed by Penaz Masani while the lyrics are penned by .

Rashq aata hai unki kisamt par
Ulf jinko tera matsar hain
Teri aagosh panah mile
Mera aisa kaha muqaddar hain

Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

Yeh raah keh rahi tang hain
Mujhe to kuchh hosh nahin hain
Yeh raah keh rahi tang hain
Mujhe to kuchh hosh nahin hain
Main kisi se jal pada hoon
Main zamane se tang aakar
Main kisi se jal pada hoon
Main zamane se tang aakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

Yeh kab se armaa tha mere dil mein
Ke bewafa usko dekhu lekin
Yeh kab se armaa tha mere dil mein
Ke bewafa usko dekhu lekin
Na ho sakega abhi yeh chal
Usi ne dkeha naqab utha kar
Na ho sakega abhi yeh chal
Usi ne dkeha naqab utha kar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

bharatlyrics.com

Khula kisis pe jo raaze ulfat
Na jeene dega tumhe zamana
Khula kisis pe jo raaze ulfat
Na jeene dega tumhe zamana
Kisi se koi raza keh na dena
Yeh raaz rakho dil mein chhupakar
Kisi se koi raza keh na dena
Yeh raaz rakho dil mein chhupakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar.

Na Jaane Kyun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download