Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka Lyrics - Mohammed Rafi

Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pagla Kahin Ka (1970). Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Na ro tu yaha aise pagala kahi ka
Musibat ko apne gale se laga le
Tere gham duniya tujhe de gaye hai
Yaha se waha ruth kar jane wale

Aey mere dil yaha tu akela nahi
Aur bhi hai bahut gham ke mare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi
Aur bhi hai bahut gham ke mare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi

Har kadam par yaha aur har mod par
Gham ki ek dastaa keh rahi har nazar
Keh rahi har nazar
Kitani bechainiya  rah ke khamosh bhi
De rahi hai sada bin pukare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi

Pyar jisne kiya usko pagal kaha
Apni duniya mein ye zulm hota raha
Zulm hota raha
Saikado baar ye khel khela gaya
Saikado baar aise nazaare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi
Aur bhi hai bahut gham ke mare huye

bharatlyrics.com

Aise insaan maine dekhe kai
Maut jinke liye zindagi ban gayi
Jinki aaho se hai gungati ye fiza
Jinke aansoo gagan ke sitare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi
Aur bhi hai bahut gham ke mare huye
Aey mere dil yaha tu akela nahi.

Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka is from the Pagla Kahin Ka (1970).

The song Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka was sung by Mohammed Rafi.

The music for Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka were written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

The music director for Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka was released under the Saregama.

The genre of the song Na Ro Tu Yaha Aise Pagala Kahi Ka is Sad.