Na Ye Zameen Thi Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Na Ye Zameen Thi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Sagaai (1966). The music of Na Ye Zameen Thi Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Na ye zameen thi na aasma tha
Na chand taro ka hi nisha tha
Magar ye sach hai ke un dino bhi
Tera mera pyar yu hi jawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha
Na chand taro ka hi nisha tha
Magar ye sach hai ke un dino bhi
Tera mera pyar yu hi jawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha

Chale kaha se kaha pe aaye
Khumar banke jaha pe chhaye
Chale kaha se kaha pe aaye
Khumar banke jaha pe chhaye
Nibhai rasme vafa kuchh aise
Mohabbato ke chaman khilaye
Nibhai rasme vafa kuchh aise
Mohabbato ke chaman khilaye
Na kaise aasan hoti manjil
Har ek arman naujawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha
Na chand taro ka hi nisha tha
Magar ye sach hai ke un dino bhi
Tera mera pyar yu hi jawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha

Hami ne taro ko roshani di
Hami ne phulo ko tajgi di
Hami ne taro ko roshani di
Hami ne phulo ko tajgi di
Jidhar se gujare jaha bhi thahre
Har ek jarre ko jindagi di
Kuch isme dil ki tadap thi shamil
Kuda bhi kuchh hum pe meharban tha
Na ye zameen thi na aasma tha
Na chand taro ka hi nisha tha
Magar ye sach hai ke un dino bhi
Tera mera pyar yu hi jawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha

bharatlyrics.com

Najar mein phulo bhari hai rahe
Khushi se rangin hai nigahe
Najar mein phulo bhari hai rahe
Khushi se rangin hai nigahe
Suno to kuchh kah rahi hai hamse
Bahar faila ke apni baahe
Idhar se gujroge ek din tum
Nasib aisa mera kaha tha
Na ye zameen thi na aasma tha
Na chand taro ka hi nisha tha
Magar ye sach hai ke un dino bhi
Tera mera pyar yu hi jawa tha
Na ye zameen thi na aasma tha.

Na Ye Zameen Thi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download