Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Lyrics - Arif Khan

Nafraton Se Alag Raasta Chahiye lyrics, the song is sung by Arif Khan from Ek Chehra Gulab Jaisa (2000). Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Ghazal soundtrack was composed by Arif Khan with lyrics written by Nazar Kanpuri, Shagufta Ghazal.

Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

bharatlyrics.com

Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Sirf koshish nahi
Hosala chahiye
Sirf koshish nahi
Hosala chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Aye mohabbat bata
Aur kya chahiye
Aye mohabbat bata
Aur kya chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

Ye andhera ye be
Simt apna safar
Ye andhera ye be
Simt apna safar
Ye andhera ye be
Simt apna safar
Roshani chahiye
Rehnuma chahiye
Roshani chahiye
Rehnuma chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
Ab mujhe dosto ki
Duaan chahiye
Ab mujhe dosto ki
Duaan chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye.

Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download