Nahin Milna (Title) Lyrics - Aamir Ghulam Ali

Nahin Milna (Title) lyrics, the song is sung by Aamir Ghulam Ali from Nahin Milna (2016). The music of Nahin Milna (Title) Ghazal track is composed by Aamir Ghulam Ali while the lyrics are penned by Aamir Ali.

Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna

Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna

bharatlyrics.com

Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna
Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna
Chalo zamaane ki khatir hi jabar bhi seh le

Kabhi mile bhi agar toot kar nahin milna
Kabhi mile bhi agar toot kar nahin milna
Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna
Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna

Judaa toh jab bhi huye dil yun lgaa jaise

Ke abb gaye toh kabhi laut kar nahin milna
Ke abb gaye toh kabhi laut kar nahin milna
Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna
Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna.

Nahin Milna (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download