Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Nainon Mein Nindiya Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Joroo Ka Ghulam (1972). The music of Nainon Mein Nindiya Hai Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Ha to naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Aankho me kajara hai
Oh o
To fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga
O naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Aankho me kajara hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga

bharatlyrics.com

Teri galiyo ka mai hu ek banjara
Teri galiyo ka mai hu ek banjara
Tere bin duniya me mera kon sahara
Meri kab marzi hai
Hum me ho ye duri
Mai to jaan bhi de du
Lekin hai majburi
Paav me payal hai
Hatho me aanchal hai
Julafo me khusbu hai
Palko me jadu hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga

Sikhe koi tumse jhuthi baat bana
Arey sikhe koi tumse jhuthi baat bana
Dekho dil na todo karke saf bahana
Aise sapno ka koi mahal bano
Mere beghar premi
Mai tumko kaha basau
Sine me halchal hai
Baho me kangan hai
Kano me bali hai
Hotho pe lali hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo bolo kaha rahuga
Bas ek hi jagah hai khali
Yeh dil wali
Tum yaha rahoge acha
Tum yaha rahoge acha ji
Tum yaha rahoge ok
Tum yaha rahoge thank you.

Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download