Nakhre Dikhla Ke Le Liya Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Nakhre Dikhla Ke Le Liya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Nazneen (1951). Nakhre Dikhla Ke Le Liya Masti soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham

Mai nirdhan tu daulat wali
Ye milap mushkil hai
Haye ye milap mushkil hai
Tere pas bhi dil hai pyare
Mere pas bhi dil hai
Tere pas bhi dil hai pyare
Mere pas bhi dil hai, main sadke
Teri bali umar teri tirchhi nazar
Teri patli kamar ka jawab nahi
O jawab nahi
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham
Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum

Mai panchhi aur tu pardeshi
Milke sang uad jaye
Haye milke sang uad jaye
Apne pyar ke jo hai dushman
Unke hath na aaye
Apne pyar ke jo hai dushman
Unke hath na aaye, main sadke
Tere dam se sajan mera ghar hai chaman
Tere dil ki lagan ka jawab nahi o jawab nahi

bharatlyrics.com

Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham.

Nakhre Dikhla Ke Le Liya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download