Nari Jeevan Bhi Lyrics - Asha Bhosle

Nari Jeevan Bhi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Raftaar (1975). Nari Jeevan Bhi Drama, Philosophical soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik with lyrics written by Abhilash.

Nari jeevan bhi kya jeevan hai
Hari julm sahe khamosh rahe
Nari jeevan bhi kya jeevan hai
Hari julm sahe khamosh rahe
Isse jag bhog vilash kare
Isse jag bhog vilash kare
Isse maa beti bahan bhi isko kahe
Nari jeevan bhi kya jeevan hai

Dharti ke kheto ke khalihano ko
Ye deti janam insano ko
Ye nanhi lahar ye dil mein magar
Deti hai jagah tufano ko
Afsos ki devi jisko kaho
Jin bharam ke thekedaro ne
Luti hai uski izzat bhi
Dekho un izzat daro ne
Dekho un izzat daro ne
Nari jeevan bhi kya jeevan hai
Hari julm sahe khamosh rahe
Nari jeevan bhi kya jeevan hai

bharatlyrics.com

Ye nar jo pujari hai iska
Wohi iska vyopari hai
Takdir saware jag ki ye
Fir bhi takdir ki mari hai
Hai tyag bhari sewa hai ye
Or laz sharam hai iska gahna
Ye gahna lute to muskil hai
Jinda jag me iska rahna
Jinda jag me iska rahna
Nari jeevan bhi kya jeevan hai
Hari julm sahe khamosh rahe
Nari jeevan bhi kya jeevan hai

Lekin ab bhi ki nari ko
Jinda hi ban jana hoga
Pachaye hai uske mare hue
Hai apna josh dihkaye to
Ye abla bhi ban sakti hai
Hai radha ji ka rup ye to
Wo durga bhi ban sakti hai
Hai radha ji ka rup ye to
Wo durga bhi ban sakti hai
Wo durga bhi ban sakti hai
Wo durga bhi ban sakti hai
Wo durga bhi ban sakti hai.

Nari Jeevan Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download