Nazar Mila Ke Nazar Churana Lyrics - Lata Mangeshkar

Nazar Mila Ke Nazar Churana lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Anuraag (1956). The music of Nazar Mila Ke Nazar Churana Love track is composed by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) while the lyrics are penned by Kaif Irfani.

Nazar mila ke nazar churana
Naya tarika ye pyar ka hai
Aji na aise mein ruth jana ke
Aaj mausam bahar ka hai
Nazar mila ke nazar churana
Naya tarika ye pyar ka hai

bharatlyrics.com

Ye do hi din mein badal sa jana
Kaha se sikha yu dil lagana
Ye do hi din mein badal sa jana
Kaha se sikha yu dil lagana
Hume bhi aata hai ruth jana
Sawal lekin karar ka hai
Aji na aise me ruth jana ke
Aaj mausam bahar ka hai

Tumhe nahi par hame khabar hai
Wafa mein apni bada asar hai
Tumhe nahi par hame khabar hai
Wafa mein apni bada asar hai
Jo khich layi hai pas tumko
Asar ye dil ki pukar ka hai
Aji na aise mein ruth jana ke
Aaj mausam bahar ka hai

Chalo ji itna hame batao
Kasam hamari jo tum chupao
Chalo ji itna hame batao
Kasam hamari jo tum chupao
Ye yaad kis ki sata rahe hai
Khyal kis bekarar ka hai
Aji na aise mein ruth jana ke
Aaj mausam bahar ka hai.

Nazar Mila Ke Nazar Churana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *