Nigahe Shauk Se Keh Do Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Nigahe Shauk Se Keh Do lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Wanted (1961). The music of Nigahe Shauk Se Keh Do Qawwali track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se

bharatlyrics.com

Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Hamare ishk ki duniya ka etram kare
Hamare ishk ki duniya ka etram kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se

Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Adab ke sath jara husn se kalam kare
Adab ke sath jara husn se kalam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se

Humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
Humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
Humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
Sokhi bhari najro ko haya hamne sikhayi
Masum adao ko jafa hamne sikhai
Ye naz ye andaz ye gumja ye tabassum
Jo bat sikhai ba khuda hamne sikhai
Humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
Humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
Jo hum na dekhe mohabbat bhari nigaho se
Jo hum na dekhe mohabbat bhari nigaho se
Aji to kaun dunia me
To kaun dunia me uncha tumhara kare
To kaun dunia me uncha tumhara kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Adab ke sath jara husn se kalam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se

Hamare dam se hi duniya ishk hai kayam
Hamare dam se hi duniya ishk hai kayam
Hamare dam se hi duniya ishk hai kayam
Uthate hai kayamat chhed kar
Hum dil ke taro ko
Sukune dil  bhi milta hai hami se
Bekararo ko
Hamari kuch na pucho
Hum hai malik apni marzi ke
Mitate hai hazaro ko
Banate hai hazaro ko
Hamare dam se hi duniya ishk hai kayam
Hamare dam se hi duniya ishk hai kayam
Jo hum ada ko na toke to lut le jalim
Jo hum ada ko na toke to lut le jalim
Jo hum najar ko
Jo hum najar ko na roke to katle aam kare
Jo hum najar ko na roke to katle aam kare
Ho katle aam kare
Ha ha katle aam kare
Haye katle aam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Hamare ishk ki dunia ka etram kare
Nigahe shauk se

Mili hai hamse hi katil ada hasino ko
Mili hai hamse hi katil ada hasino ko
Mili hai hamse hi katil ada hasino ko
Nigahe ishk na karti jo inkalab tumse
To kaun kahta jamane me lazwab tujhe
Tum apni jidd me hamare karam ko mat bhulo
Diya hai hamne hi
Ye husn ye sabab tumhe
Mili hai hamse hi katil ada hasino ko
Mili hai hamse hi katil ada hasino ko
Duaye dije hamare dhadkate sino ko
Duaye dije hamare dhadkate sino ko
Jo hum na ho to
Jo hum na ho to mohabat kaha kayam kare
Jo hum na ho to mohabat kaha kayam kare
Adab ke sath jara husn se kalam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se

Wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
Wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
Wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
Nayi dunia ke kaise ishk wale hai
Khuda jane
Bhula baithe hai jo
Dilse wafadari ke jamane
Najar aata hai kam
Jaise mohabat jan nisaro mein
Ke ab jalte nahi
Behosh ho jate hai parwane
Wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
Wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
Hamare kadmo mein milti hai
Jindagi mit kar
Hamare kadmo mein milti hai
Jindagi mit kar, jo jina chahe
Jo jina chahe wo marne ka intzam kare
Jo jina chahe wo marne ka intzam kare
Marne ka intezam kare
Ha ha ji intezam kare
Haye haye ji intezam kare

Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se kah do hame salam kare
Nigahe shauk se.

Nigahe Shauk Se Keh Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download