Nikle The Kaha Jane Ke Liye Lyrics - Asha Bhosle

Nikle The Kaha Jane Ke Liye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bahu Begum (1967). The music of Nikle The Kaha Jane Ke Liye Mujra track is composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Nikle the kaha jane ke liye,
Pahunche hai kaha malum nahi
Pahunche hai kaha malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

Hamne bhi kabhi ho
Hamne bhi kabhi iss gulshan me,
Ek khwabe bahara dekha tha
Ek khwabe bahara dekha tha
Kab phul jhade
Kab phul jhade kab gard udi,
Kab aayi khija malum nahi
Kab aayi khija malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

bharatlyrics.com

Dil shola e gham
Dil shola e gham se khak huwa,
Ya aag lagi aramano me
Ya aag lagi aramano me
Kya chiz jali
Kya chiz jali kyon sine se
Utha hai dhuwa malum nahi
Utha hai dhuwa malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

Barabad wafa ho
Barabad wafa ka afasana
Ham kise kahe, aur kaise kahe
Ham kise kahe, aur kaise kahe
Khamosh hain lab
Khamosh hain lab aur duniya ko
Ashko ki juban malum nahi
Ashko ki juban malum nahi

Nikle the kaha jane ke liye,
Pahunche hai kaha malum nahi
Pahunche hai kaha malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi.

Nikle The Kaha Jane Ke Liye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download