Nirdhan Ka Tu Hai Dhan Lyrics - Ramchandra Marathe

Nirdhan Ka Tu Hai Dhan lyrics, the song is sung by Ramchandra Marathe from Gopal Krishna (1938). The music of Nirdhan Ka Tu Hai Dhan Philosophical track is composed by Master Krishnarao while the lyrics are penned by Pandit Anuj.

Nirdhan ka tu hai dhan
Nirdhan ka tu hai dhan
Braj ki tu hariyaali
Braj ki tu hariyaali
Nirdhan ka
Nirdhan ka tu hai dhan
Braj ki tu hariyaali

Nirbal kaa tu hai bal
Nirbal kaa tu hai bal
Anupam shobhaa waali
Anupam shobhaa waali
Tujhase hai gomaataa
Tujhase hai gomaataa
Dharati mein ujiyaali
Dharati mein ujiyaali

Nirdhan ka,
Nirdhan ka tu hai dhan
Braj ki tu hariyaali

bharatlyrics.com

Raav rak sab samaan
Raav rak, raav rak sab samaan
Dusht sujjan sukhan jaan
Dusht sujjan sukhan jaan
Dusht sujjan sukhan jaan
Dekar pay amar samar
Dekar pay amar samar
Karati hai rakhawaali
Karati hai rakhawaali

Nirdhan ka, nirdhan ka
Nirdhan kaa tu hai dhan
Braj ki tu hariyaali
Braj ki tu hariyaali
Nirdhan kaa tu hai dhan
Tu hai dhan
Nirdhan ka tu hai dhan
Braj ki tu hariyaali
Braj ki tu hariyaali.

Nirdhan Ka Tu Hai Dhan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *