O Ladki Deewaani Suno Lyrics - Kishore Kumar

O Ladki Deewaani Suno lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Maryada (1971). O Ladki Deewaani Suno Playful soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anand Bakshi.

Suno suno main tumhein
Main tumhein ek
Kahani sunata hoon
Kahani haan magar
Magar kaun si kahani sunaoon
Aan haan haan tumhaari kahani
Tumhari kahani meri kahani
Prem kahani prem kahani
O ladki diwani suno ek kahani
Jawaan hain nazaare
Jawaan hain nazaare
Hasin hain sitaare haan
Ek do tin chaar paanch
Chche saat aath

Kahin kho na jana
Ke tum so na jana
O ladki diwaani
Suno ek kahani
Jawaan hain nazaare
Hasin hain sitaare
Kahin kho na jana
Ke tum so na jana
Ke tum so na jana
Ke haan haan haan aan
Aur suno aur suno
Haan ek ek pari thhi kya
Ek pari thi totaa pari
Hasin woh badi thi
Haan haan hasin woh badi thi
Gagan des thhaa uska
Kya gagan des thhaa uska
Ajab bhes thaa uska
Chale raat aage
Chale raat aage
Suno suno baat aage
Suno suno suno toh
Arre arre suno toh haaan

Gagan se woh uthri
Chaman se woh guzri
Suni ussne bansi
Uda mann kaa panchchi
Suni usne bansi
Uda mann kaa panchchi
Lade kaise nainaa
Gayaa kaise chainaa
Huaa jo na jana
Ke tum so na jaana
Ke tum so na jaana
Ke tu arre arre
Arre ye toh phir so gayi
Ab ab kya karoon
Ab kya karoon
Koyi hai koyi hai koyi hai aye

bharatlyrics.com

O ho ho ho aa arre haan
Jaag gayi jaag gayi tum
He aan jag gayi aur suno
Aur suntaa hoon haan

Milaa ek raajan
Waah waah waah waah
Bana uska saajan
Hha hhaa hhha hha
Milaa ek raajan
Bana uska saajan
Liyaa dil nishaani
Bani usski raani
Woh jaadoo nagar thha
Chho chhoo chhooooo
Jahaan unkaa ghar thhaa
Hha hha hhaa hhaa
Udhar kho na jana
Ke tum so na jana
Ke tum so na jana
Ke tum so na jana haan.

O Ladki Deewaani Suno Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download