O Meri Bulbule Baghdad Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

O Meri Bulbule Baghdad lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Naya Paisa (1958). O Meri Bulbule Baghdad Masti soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

O meri bulbule baghdad
Leke dil mein teri yaad
Main barbad ho gaya
Main barbad ho gaya
Main hu chhoti si ek bulbul
Macha dungi chaman mein ghul
Ke tu saiyad ho gaya
Tu saiyad ho gaya
Main barbad ho gaya
Main barbad ho gaya

Gur gur dekhta hai
Mujhko gadi gadi
Muskil aa padi
Dekh tera kaidi
Pyar ki ye hathkadi
O meri phuljadi
Kisi ki le bahane se
Sharm ke jailkhane se
Kyu aajad ho gaya
Kyu aajad ho gaya
Main barbad ho gaya
Tu saiyad ho gaya

Hatho jao tum to mere
Pichhe hi padd gaye
Baato pe add gaye
Teri aarzoo ke jande
Is dil mein gadh gaye
Ham to pile padd gaye
Padenge sar par jab jhande
Bhagoge lekar jhande
Ke main barbad ho gaya
Haye tu saiyad ho gaya

bharatlyrics.com

Mehandi ban ke lag jaunga
Gori tere paon mein
Dekho chali jaungi main
Apne hi gaon mein
Khushiyo ki chon mein
Kaha jaoge o malikka
Tere ghar ka har
Rasta mujhe yaad hao gaya
Mujhe yaad hao gaya
Main hu chhoti si ek bulbul
Macha dungi chaman mein ghul
Ke tu saiyad ho gaya
Tu saiyad ho gaya
Main barbad ho gaya
Tu saiyad ho gaya
Main barbad ho gaya
Tu saiyad ho gaya
Main barbad ho gaya.

O Meri Bulbule Baghdad Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download