O Raja Ankhon Mein Tu Sama Ja lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Captain Kishore (1957). O Raja Ankhon Mein Tu Sama Ja Romantic soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Khumar Barabankvi.
Aayi aayi o raja
Aankho me tu sama ja
Dil se dil mila ka
Phir duniya apni hai
Aayi aayi o raja
Aankho me tu sama ja
Dil se dil mila ka
Phir duniya apni hai
Najar nayi hai daur naya
Tujhko mubarak pyar naya
Shama hai suhana jiya na jalana
Tujhko kasam hai
Raja pas mere aaja
Aayi aayi o raja
Aankho me tu sama ja
Dil se dil mila ka
Phir duniya apni hai
Rat se din ka mel nahi
Pyar nibhana khel nahi
Rat se din ka mel nahi
Pyar nibhana khel nahi
Chodo ji bahana
Hasega jamana
Aacha hai mauka
Raja apna banaja
Aayi aayi o raja
Aankho me tu sama ja
Dil se dil mila ka
Phir duniya apni hai
bharatlyrics.com
O ho ho ho aa ha ha ha
Kar gaya jadu pyar hua
Najar jhuki ikrar hua
Kar gaya jadu pyar hua
Najar jhuki ikrar hua
Dil hai najrana ise na bhulana
Chori chori pyar
Ka parda uthaja
Aayi aayi o raja
Aankho me tu sama ja
Dil se dil mila ka
Phir duniya apni hai.