Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Laadla (1966). Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Paas aakar to na yun sharmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Do ghadi ka sath hai khul jaiye
Aapke dil mein jo hai kah jaiye
Aapke dil mein jo hai kah jaiye
Hum sunenge sokh se farmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye

bharatlyrics.com

Sochta hu main kahu ya na kahu
Chup raha hu aaj tak chup hi rahu
Sochta hu main
Sochta hu main kahu ya na kahu
Chhup raha hu aaj tak chup hi rahu
Chhup hi rahu
Dekhiye ab aur na uljhaiye
Dekhiye ab aur na uljhaiye
Hum sunenge sokh se farmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye

Baat ye hai ho gaya hai mujhko wo
Baat ye hai ho gaya hai mujhko wo
Samjh lo na ke wo
Wo ka matlab aap hi samjhayiye
Wo ka matlab aap hi samjhayiye
Hum sunenge sokh se farmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye

Jiske pahle pa hai jiske pahle pa hai
Aur pichhe hai ra jiske pahle pa hai
Aur pichhe hai ra bich mein kaise kahu
Aata hai ya, aata hai ya
Ye azab sargum hai fir se gaiye
Ye azab sargum hai fir se gaiye
Hum sunenge sokh se farmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye
Aapke dil mein jo hai kah jaiye
Paas aakar to na yun sharmaiye.

Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download